Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hurrrr hey hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge bhabhi ke sung holi mein rang gulaal udayenge aayegi jab jab diwali mil kar deep jalayenge chunri ki kar degi chhaiyan hey chunri ki kar degi chhaiyan aayegi ban ke purwaiyan hey chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan jhilmil ho gayi hain ankhiyan yaad aayi bachpan ki ghadiyan naye safar mein lag jayegi pyar ki inko hathkadiyan jachte hain dekho kaise bade bhaiya jachte hain dekho kaise bade bhaiya ramji bihane chale sita maiya hoye chhote chhote bhaiyon ke bade bhaiya aaj banenge kisi ke saiyan dhol nagade baje shehnaiyan jhoom ke aayi mangal ghadiyan
dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa mehak jaaoon main aaj to aise phool bagiyaa mein mehke hai jaise baadalon ki main odhoon chunariyaa jhoom jaaoon main banke banwariyaa apni choti mein baandha loon duniyaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon mein udne ki ashaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa swarg si dharti khil rahi jaise meraa mann bhi to khil rahaa aise koyal ki tarhaa gaane ko armaan machhali ki tarhaa machloon ye armaan jawaani hai laayi rangin sapnaa dil hai chhotaa saa chhoti si aashaa masti bhare mann ki bholi si aashaa chaand taaron ko chhoone ki aashaa aasmaanon
chhoti si ek kali khili thi chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daala haan use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daalaa aage kahun keh naa sakun chup rahun reh naa sakun phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daalaaa aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daala phool waale ki jholi mein toot ke gir padi kali phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi kachchaa dhaaga toot gaya phool waala chhoot gaya phir kya hua koi jaane naa koi jaane naa chhoti
chhoti si hai baat koi nahin yeh jaane chhoti si hai baat koi nahin yeh jaane raakh se shole machal padein deep ye phir se jal padein lagi bujha de na dil nahin maane mere dil ki baat tu hi nahin jaane phool bhi sun ke baras padein jhoomke badal hans padein gale laga le na dil nahin maane chhoti si hai baat koi nahin ye jaane mere dil ki baat tu hi nahin jaane aaj tujhse mil ke bhool baithe doori chhedi phir se dil ne daastaan adhoori dekhne lagi hain aankhen sapne suhane ab toh nahin ye dil maane mere dil ki baat tu hi nahin jaane chhoti si hai baat koi nahin yeh jaane aaj ki khushi mein kal ke dard bholo aaa aa kanpte labon se mere honth chhoo le yaad aa rahe hain mujh ko guzare zamaane ab toh nahin dil maane chhoti si hai baat koi nahin yeh jaane raakh se shole machal padein deep ye phir se jal padein lagi bujha de na dil nahi maane chhoti si hai baat koi nahi yeh jaane
la laaaa lal lal laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa la laaaa la la laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi rukti hai thamti hai kabhi barasti hai baadal pe paanv rakh ke baarish machalti hai aaaaaaaaaaaaaaa
chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa hoye baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa sarkaar ki adaa dildaar ban gayi dildaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi aye aye pyaar ban ke gale ka haar ban gayi aa haa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam hoo hoo hoo aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam raat ye suhaani bahaar ban gayi bahaar ban ke gale kaa haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi
chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi hooo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi par marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi ho main mar jaaongi ho o o ho o o yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu ik banjaaran ke matwaari naino ka hai jaadoo tu na jaa meri muskaan pe khel jaaongi main bhi jaan pe chhodoongi na saath chhodoongi na saath aisi kya hai baat ke main darr jaaongi hoo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi hoo main mar jaaongi ho o o ho o o kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra yaad ye rakhna tu sajnaa ye mera waada thehra babul ki galiyaan chhod ke aaongi chunariyaa odh ke
chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa hum to ye samjhenge humne ik pathar ko poojaa lekin tumko apne jaisa nahin milega dujaaa nahin milega dujaa chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa seekha nahin humare dil ne pyaar mein dheeraj khona aag mein jal ke bhi jo nikhre hai wahi sachchaa sona hai wahi sachchaa sona chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa dil ki daulat mat tukraavo dekho pachhtaaaoge aaj chale jaate ho jaise laut ke bhi aavoge laut ke bhi aavoge chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to
chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri
chhoti si zindagi mein chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye poori naa ho kahaani poori naa ho kahaani aankhon ko neend aaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye chalta raha musaafir manzil magar naa aayi chalta raha musaafir manzil magar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi hum kho gaye kuchh aise apni khabar naa aayi phoolon ki aarzu mein phoolon ki aarzu mein kaante gale lagaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye aansu baha ke dekha rone se faayda kya aansu baha ke dekha rone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya ro ro ke daag dil ke dhone se faayda kya khushiyon ki hasraton mein khushiyon ki hasraton mein kya kya fareb khaaye chhoti si zindagi mein kya pyaar muskuraaye
Chhoti Umar Mein
yehhhh chhuk chhuk chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe bajaate rahen are gaate rahen tab tak hum hum hum hum chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi dekh dekh tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi are itna nahin are na na na na na na na itni nahin hoon anadi iss khel ki main hoon khiladi sur ko sambhal sur ko sambhal zara taal ko sambhal dono ko sambhal warna hoga bura haal are dil kare haaye haaye dil kare dhak dhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum yaaa yaa yaaa yaya yayaaa everybody are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao gaao na are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao hooooo ooooo oooo oooo ooooo mil jo gaye hum safar mein ab milke hi rahenge duniyaa se dil ka fasaana gaa ke bajaa ke kahenge mil gaye pyaar mein mil gaye pyaar mein yun sur aur taal aage ab dekhna
chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal meri gali mein aana karke koi bahaana pyaar ka deep jalaa ke dil kaa mahal chamkana ooo aaja chanda aaja chanda tale daalun tere gale baiyaan gori gori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal man mein papiha bole piuu piuu piuu ras ghole jiya jiya jiya mora dole piya piya piya sang hole ooo aji aisa aji aisa ho sang tum ho meri patang main hun dori dori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal
chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole jab se tu dil mein samaane laga zindagi mein naya mazaa aane laga jab se tu dil mein samaane laga zindagi mein naya mazaa aane laga badli hai chaal khil gaye gaal aankhon mein kamaal bikhre hain baal chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole yaad rahe piya mera pyaar sachchaa ji phir kabhi aap se milenge achchha ji yaad rahe piya mera pyaar sachchaa ji phir kabhi aap se milenge achchha ji aap ke ghulaam dete hain salaam dekh liya naach laao ji inaam chhun chhun ghunghroo bole meri chaal nasheeli dole mann gaane laga samjhaane laga tu aaj kisi ki ho le chhun chhun ghunghroo bole
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya
chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao paas hi chhupna door naa jaana jab main bulaaun daude daude chale aana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao luk chhup jaana makai ka daana raaje ki beti aayi sab chhup gaye sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe hoooo sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe main aayiiiii main aayiiiii ayeeeeeee pakdi kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi kisne maine nahin to kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi pakdi gayin tum chhodo bahaana ab main chhupungi mujhe dhoondh ke laana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao chalo ab meri baari hai dekho beimaani nahin karna haaaan gora mukhda naina kaale chhupne bhi diya nahin mujhe haaye haaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye pakdi gayi main tumne ye jaana tumne ye maana hoga maine nahin
chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali kaashi gale mil jao o chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re myaun mat ham ko bana ari mausi tere dil mein zaroor hai kaala kisi aur ko dikhla jaa ke ye jog ye kanthi maala raam ka naam lo aankh se kaam lo raam ka naam lo aankh se kaam lo kal jo hua tha bhool jao bhool jao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re chuhe maama o mama bhaag billi aayi re main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun main to raam ki jogan apna parlok sudharan jaaun akhir to budhapa thehra ab laut ke aaun na aaun daant bhi tej tere panje bhi tej hain daant bhi tej tere panje bhi tej hain man mein wahi hai danv lage to lagao chhupa chhupi o chhupi agad bagad jai re billi boli myaun kaahe ghabrao main to chali
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhote Chhote Bhaiyon Hum Saath Saath Hain (1999) 04:17 11881
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Neelam, Sonali Bendre
Duration : 04:17   Song Number : 11881   

Chhoti Si Aashaa Roja (1992) 04:50 11678
 
Poster of Roja (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Minmini
On Screen Actors- 
Madhu
Duration : 04:50   Song Number : 11678   

Chhoti Si Ek Kali Khili Jurmana (1979) 05:14 13474
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 05:14   Song Number : 13474   

Chhoti Si Hai Baat Kaash (1987) 05:19 36428
 
Poster of Kaash (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Dimple Kapadia
Duration : 05:19   Song Number : 36428   

Chhoti Si Kahani Se Ijaazat (1987) 07:15 20289
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Nasiruddeen Shah, Anuradha Patel
Duration : 07:15   Song Number : 20289   

Chhoti Si Mulaaqat Pyaar Chhoti Si Mulaqat (1967) 05:16 12991
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 05:16   Song Number : 12991   

Chhoti Si Umar Mein Bairaag (1976) 04:33 20301
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 04:33   Song Number : 20301   

Chhoti Si Ye Duniya Rangoli (1962) 03:23 12009
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:23   Song Number : 12009   

Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 03:34 20290
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:34   Song Number : 20290   

Chhoti Si Zindagi Mein Kavi (1954) 03:23 39723
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 39723   

Chhoti Umar Mein Aakraman (1975) 05:27 37463
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sanjeev Kumar, Rekha
Duration : 05:27   Song Number : 37463   

Chhuk Chhuk Rafoo Chakkar (1975) 03:46 14037
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Various
Duration : 03:46   Song Number : 14037   

Chhun Chhun Baaje Hum Log (1951) 03:22 32325
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:22   Song Number : 32325   

Chhun Chhun Ghunghroo Bole Phagun (1958) 03:16 20302
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:16   Song Number : 20302   

Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:12 20303
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Moti Lal, Amjad Khan
Duration : 03:12   Song Number : 20303   

Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 03:25 12958
 
Poster of Champa kali (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12958   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Chhupa Chhupi (Happy) Dream Girl (1977) 04:44 13185
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:44   Song Number : 13185   

Chhupa Chhupi O Chhupi Savera (1958) 03:30 39267
 
Poster of Savera (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shailesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:30   Song Number : 39267   

Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 04:22 12896
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shyama, Javahar Kaul
Duration : 04:22   Song Number : 12896